Maula (A.s.) Mera Ta Umr Youn Aansu

Lyrics Of Maula (A.s.) Mera Ta Umr Youn Aansu

See Video Below And Scroll Down For Lyrics

YouTube Video
Lyrics

Maula (A.s.) Mera Ta Umr Yun Aansu Na Bahata …..2

Aai Kash Ke Rahon Mein Kahin Shaam Na Aata….. Aansun Na Bahata

 

Hay Maula (A.s.),Hay Sajjad (A.s.)…..4

 

Maula (A.s.) Mera Ta Umr Yun Aansu Na Bahata …..2

Aai Kash Ke Rahon Mein Kahin Shaam Na Aata,

Maula (A.s.) Mera Ta Umr Yun Aansu Na Bahata, Aansu Na Bahata

 

Patthar Na Baraste Kahin, Hoti Na Aziyat …..2

Tooti Jo Qayamat…..

Ek Na Tawan Na Khoon Mein…..

Ek Na Tawan Na Khoon Mein, Apne Hi Naha Ta

Aai Kash Ke Rahon Mein……

 

Is Tarha Na Mehmanon Pe Hoti Yeh Nawazish…..2

Patthar Ki Yeh Barish …..

Is Tarha Na Itrat Ko …..

Is Tarha Na Itrat Ko, Musalmaan Satata…..

Aai Kash Ke Rahon Mein……

 

Yu Khoon Na Rulate Kabhi Bazaaron Ke Manzar…..2

Aur Shimr Sitamgar…..

Galiyo Me Yu Be Perda…..

Galiyo Me Yu Be Perda, Haram Ko Na Firata…..

Aai Kash Ke Rahon Mein……

 

Gum Iska Nahi Sar Pe Nahi Tha Koi Saya…..2

Bazaar Jo Aaya…..

Har Qaidi Yun Baloon Se…..

Har Qaidi Yun Baloon Se Na Chehro Ko Chupata……

Aai Kash Ke Rahon Mein……

Yu Zulm Ki Aankhon Se Mazalim Na Jhalakte…..2

Bacche Na Bilakhte…..

Yun Pyaaso Kea Age……

Yun Pyaaso Kea Age, Koi Pani Na Bahata…..

Aai Kash Ke Rahon Mein……

 

Darbaro Mr Is Tarha Faseel Aate Na Qaidi…..2

Tasheer Na Hoti…..

Aur Koi Aseero Ka…..

Aur Koi Aseero Ka, Taaruf Na Karata

Aai Kash Ke Rahon Mein……

Comments